AlifKhwab Nama

Khwab mein Aatish Kadah Dekhnay Ki Tabeer

Aatish-Kadah

Khwab mein Aatish Kadah Dekhnay Ki Tabeer

atish kadah dekhna hazrat ibne sireen rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh khawab mein atish kadah buri jaga hai.

Hazrat karmani rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh atish kadah ahmaq log aur khali jaga hai aur agar khawab mein dekhe keh atish kadah mein giya aur wahan se kuch paya to daleel hai keh usi qadar zillat aur khawari uthaega. lekin badi se rahai paega aur anjam kaar usay pashemani hogi.

Leave a Reply

Back to top button