Khwab NamaPay

Khwab mein Pahaar Dekhnay Ki Tabeer

koh-pahaar

One Comment

  1. Assalam o alaikum ,main ny ek khuab dekha hai jis men main raat k andhere men apny dost ka hath pakar kar pathar ki aesi seerhi per charh raha hoon jis k dono taraf andhera aur khai hai aur seerhi bhi oonchi neechi air muri hui hai…..phir jab main woh seerhiyan charh jata hoon toh ek kulay maidan main phnch jata hu jahan mera khandan wale shadi mana rahay hotay hain main wahan per ek lakri k tower per khara hota hoo k achanak zoor se ghoomta hoon aur urta hua un sab seerhion se neechy ek ghr men a k gir jata hoon jahan merk walida bhai aur walid mojood hotay hain aur wahan do pipe hotay hain wohi pipe jo us maidan main thy jab men gira tha toh unko pakra hua tha aur us ghr men mere walid sahab sheeshe k samne khare hotay hain air kehty hain k woh bas marne wale hai aur khushboo laga k tayari kar rahay hotay hain………air bas phir meri ankh khul gyi……
    mujhy is khuab ki tabeer maloom karni hai

Leave a Reply

Back to top button