AlifKhwab Nama

Khwab mein Arash Gazz Dekhnay Ki Tabeer

Arash

Khwab mein Arash Gazz Dekhnay Ki Tabeer

Gaz dekhna hazrat ibne sereen ramatullah alaihi ne farmaya hai keh agar koi shakhs khwab mein dekhe keh gaz ya aur koi chease us kay saman ko napti hai to us amar ki daleel hai keh usay nafa aur faida hoga.

Hazrat jabar magrabi rahmatullah alaihi ne farmaya hai keh agar rasi ya raisham ka kapra napta howa apnay aap ko khwab mein dekhe to us amar ki daleel hai keh safar mein usi qadar haram maal paega.

Leave a Reply

Back to top button